Collections of Hazrat Makhdoom Shah Baba Urs Mubarak Messages, Picture gallery, Wallpapers, Inspirational Quotes By Hazrat Makhdoom Fakih Ali Mahimi, Hazrat Makhdoom Fakih Ali Mahimi Manqabats with Lyrics, SMS, Tweets and Facebook Messages, Naat Sharif Lyrics
Name: Hazrat Makhdum Fakih Ali Mahimi
Title: Qutb-E-Kokan
Predecessor: Hazrat Muhiyuddin ibne Arabi (رحمتہ اللہ علیہ)
Date of Birth: 10th - Muharram – 776 Hijri (1372 A.D.)
Date of Wisaal: 8th Jumada al-Ukhra
Date of Urs: 8th Jamadi-al-Awwal
Resting place: Mahim, Mumbai, Maharashtra, India
Mere Makhdum Shah Baba Ka Darbar-E-Aali Hai
Isi Darbar Aali Ka Jamana Bhi Sawali Hai
Hazaro Ne Yaha Bigadi Hui Kismat Banali Hai
Karam Humpe Bhi Ho Jaye Humari Jholi Khali Hai
-------------****--------------
Rahnuma Ho Tumhi Raho Ke Badshah Ho Tumhi Shaho Ke
Tum Pe Meri Ye Jaan Saj Ke Ho Jaan Kya Ye Do Jaha Saj Ke
Besaharo Ke Tum Sahare Ho Sab Ye Kahte Hai Tum Hamare Ho
Sandal Kar Le Na Kabul O Baba Bhul Ke Hamari Bhul
-------------****--------------
Aap Ke Dar Se Hum Kidhar Jaye
Har Taraf Gum Hi Gum Kidhar Jaye
Hai Musibat Me Hum Diwane
Maaf Karna Mere Guhnaho Ko
Pher Lena Na Tum Nigaho Ko
Sandal Kar Le Na Kabul O Baba
Bhul Ke Hamari Bhul
-------------****--------------
Hain Yeh Badi Shaan Ka Darbar Faqih Makhdoom,
Hain Yeh Jalwa Gah E Anwaar Faqih Makhdoom,
Saal E Tamir Likhun Iska Masi E Lutf,
Nur E Manzil Dar E Sarkar Faqih Makhdoom"!!!
Mere Makhdoom Ali Haqq Ke Pyare Wali,
Inki Shaan E Wilayat Pe Lakhoon Salaam!
Faizan E Makhdoom Ali Mahimi Zindabad!!

No comments