Showing posts with label Wajib (necessary) actions of Namaz. Show all posts
Showing posts with label Wajib (necessary) actions of Namaz. Show all posts

Tuesday, April 17, 2018

Namaz Mein “Tashahhud” Mein Ungli kab utana chahiye

Namaz Mein “Tashahhud” Mein Ungli kab utana chahiye

Question: When to raise finger in Salat during Tashahhud? Namaz Mein “Tashahhud” Mein Ungli kab utana chahiye?

Answer: Namaz mein Tashahhud (Qaidah) mein ” اشہد ان لا اله الا اللہ” pe shahadat ki ungli se isharah karna Sunnat hai. 


Jab Attahiyyaat padthe hain, Ash'had'u'un La ilaha par pauche, tho angute ke saat akhri 3 ungliyon ko gol karle aur Shahdat ki ungli se ishara karte hue utana chahiye aur illala La par gira de.


In Tashahud, when you are reaching La'ilaha make a circle in your right hand by joining the thumb with the middle finger and curl the small and it's adjacent finger with the middle finger and on the word La lift your index finger but don't move side to side and when you reach 'illallahu' straighten your hand back to normal.


Watch this video for all the details, Huzur Salalahu Alaihi Wa Salam Sunnat and hadtiths from the Sahaba's by Mufti Muhammad Shahid Barkaati




HADITH – 1

Aamir bin Abdullah رضي الله تعالى عنه se marwi hai, Unhone Hazrat Abdullah bin Zubair رضي الله تعالى عنه se riwayat ki, unhone bayan kiya ki Huzoor ﷺ jab dua farmate (Tashahhud padhte) to ungli se ISHARA farmate aur ungli ko NAHI HILATE THE.
[● SUNAN ABU DAWOOD, BAAB ISHARATU FI TASHAHHUD, 1/260, HADITH 989]

HADITH – 2

Imam Nasai ne farmaya: Hum se hadith bayan ki Ayub bin Muhammad Waz’zan ne, Unhone kaha hum se hadith bayan ki Hajjaj ne, Unhone kaha ki Ibne Juraij ne kaha ki mujhe khabar di Ziyad ne Muhammad bin Ajlaan se, Unhone Aamir bin Abdullah bin Zubair se, unhone Hazrat Abdullah bin Zubair رضي الله تعالى عنه se ki Nabi e Kareem ﷺ jab Tashahhud padhte to Ungli se ISHARA karte aur USSE NAHI HILATE THE.
[● SUNAN NASAI, BAAB BAST AL USRA ALA AL RUKBAH, 3/37, HADITH NO 1269]

HADITH – 3

Ibne Juraij se marwi hai unhone kaha mujhe hadith pohchi hai Aamir bin Abdullah bin Zubair رضي الله تعالى عنه se ki Nabi e Kareem ﷺ jab Tashahhud padhte to ungli se isharah karte aur usko nahi hilate the.
[• MUSANNAF ABDUR RAZZAQ, 2/249, BAAB RAFUL YADAIN FI’DUA’I; HADITH 3248]

HADITH – 4

Hume khabar di Abu Abdullah Al Hafiz ne, unhone kaha hum se hadith bayan ki Abu Abbas Muhammad bin Yaqoob ne, Hum se hadith bayan ki Muhammad bin Ishaq Al Sagani ne, Unhone kaha hum se hadith bayan ki Fazl bin Yaqoob ne, unhone kaha hun se hadith bayan ki Hajjaj bin Muhammad ne, Unhone kaha ki Juraij ne kaha ki mujhe khabar di Ziyad ne Muhammad bin Ajlaan se, Unhone Aamir bin Abdullah bin Zubair se, Ibne Zubair رضي الله تعالى عنه ne bayan kiya ki Nabi e Kareem ﷺ jab tashahhud padhte to ungli se isharah karte aur USKO NAHI HILATE THE.
[• BAIHIQI FI SUNAN E KUBRA, BAAB MAN RAWA ANNAHU ASHAARA BIHA WALAM YUHARRIK HA, 2/189, HADITH NO 2786]

Tuesday, August 2, 2011

Do's and Don'ts of Namaz

Do's and Don'ts of Namaz

  1.  In the Takbeer-e-Tahrima to use the words 'Allah-o-Akbar'
  2. To pray the whole of the Alhamdo Surat.
  3. To join a Surat or a verse (Ayat) with Alhamdo. In a Farz Namaz for the first two Rakats and in a Witr, Sunnat or Nafl Namaz in all the Rakats.
  4. To pray before a Surat or Ayat, Alhamdo only once.
  5. Between Alhamdo and a Surat not to pray anything except 'Ameen' and Bismillah...
  6. To go into Rukoo as soon as the Qirayat is finished
  7. To perform one Sijdah after another without having a delayed gap in between. The gap must be no longer than one Rukun, meaning the time it takes someone to say 'Subhanallah' three times.
  8. To pause between actions, meaning a gap of time the same as at least one 'Subhanallah' between, Rukoo, Sijdah, Quwmaa and Jalsa.
  9. Quwma, meaning to stand up straight after Rukoo.
  10. When in Sijdah to have three toes on each foot to be flat on the ground and the tips pointing towards Qibla.
  11. Jalsa, meaning to sit up between two Sijdahs.
  12. Qaidah-e-Oola, meaning to sit after two Rakats, if there are more than two Rakats in a Namaz, whether it is a Nafl (voluntary) Namaz.
  13. Not to continue further after Tashahhud (Attahiyat) in a Qaida-e-Oola for a Farz, Witr or Sunnat-e-Maukida Namaz.
  14. To pray in both Qaidahs the whole of Tashahhud, in fact, regardless of the amount of Qaidahs in a Namaz to pray the whole of Tashahhud is Wajib, if even one word is left out of Attahiytat the Wajib will be missed.
  15. In both Salaams the word Salaam is Wajib, the words 'Alaikum Wa Rahmutullah' is not Wajib.
  16. To pray 'Dua-e-Kunoot' in Witr.
  17. To perform Takbeer in Kunoot (To lift your hands and say Allah-o-Akbar in the third Rakat of Witr).
  18. All six Takbeers of Eid Namaz's
  19. The Takbeers in the second rakat of the Eid Namaz and for them to have the words 'Allah-o-Akbar.
  20. The Imam to pray loudly in all Jehri Namaz and to pray quietly in non Jehri Namaz.
  21. To pray all Farz and Wajib Namaz in routine (meaning to pray the before one's before and the after one's after).
  22. To perform only one Rukoo in every rakat and to perform only two Sijdahs.
  23. Not to perform a Qaidah before two rakats and not to perform a Qaida in the third rakat if it is a four rakat Namaz.
  24. To perform Sijdah-e-Tilawat if an Ayat of Sijdah has been prayed.
  25. If there has been an error (where a Wajib has been missed) then to perform Sijdah-e-Sahoo.
  26. There is not to be a gap between two Farz actions or between two Wajib actions or a Farz and a Wajib actions longer than the time it takes to say Subhanallah three times.
  27. If the Imam is performing Qirayat, whether it is loudly or quietly, the Muqtadees to remain completely quiet.
  28. Except for Qirayat, to follow the Imam in all the Wajibs.

Watch video of Namaz Steps ( Namaz ka Tarika)




Except for the Farz and Wajib actions, all the rest of the actions mentioned in the method of Namaz are either Sunnat or Mustahhab. They should not be missed on purpose, and if they are missed by mistake then it is not necessary to perform Sijdah-e-Sahoo nor repeat the Namaz. If however, you repeated the Namaz then it is a good thing. If you want to know in more detail the Sunnats and Mustahhabs then read either Bahar-e-Shariat or Fatawa-e-Razvia as we have not gone into small detail or abbreviated them here.

Monday, May 16, 2011

Importance of Friday prayers (Jumma Salat) in Islam | Jumma ke Ehkaam

Importance of Friday prayers (Jumma Salat) in Islam | Jumma ke Ehkaam

Juma ka din hum Musalmano ke liye EID jaisa darja rakhta hai.
Juma ke din ki hui ek neki ka ajr 70 guna badh kar milta hai.

Aur ek burai ka Gunah bhi 70 gunah badh kar milta hai.

1. Juma ko gusal zaroor kare. Huzur saw ne farmaya"Jis shakhs ne JUMA ko (paak hone ke bawjood sirf sawaab ki niyat se) gusal kiya to uske agle pichle sab gunah maaf ho jate hain "Ek dusri hadees me hain ki "Juma ka Gusal baalo ki jadon me se bhi Gunaho ko bhi nikal phekta hai"

2. Juma ko Kasrat se Durood padhe. Kyunki Juma ko farishto ki ek jamaat sirf isi kaam me hoti hai ki Huzur saw per padha jane wala DUROOD aap ke paas pahuchati hai. Sabse afzal DURROD IBRAHIM hai.

3. JUMA ko SALAAT-ut-TASBEEH ki namaz bhi padhe. Huzur saw ne farmaya ki "Ye namaz jo padhta hai uske agle-pichle, chote-bade, jaan bijh kar kiye hue aur anjane me kiye hue, sageera aur kabeera, sab Gunah maaf ho jate hain." Aur JUMA ko sab amal ka sawaab 70 guna badh kar milta hai to is ki Fazeelat aur badh jati hai.

4. JUMA ko ASR ki namaz ke baad jo shaks ye DUROOD 80 padhega "ALLAHUMMA SALLI ALAA MUHAMMADIN NABIYIL UMMIYEE WA ALAA AALIHI WASALLIM TASLEEMA" to uske 80 saal ke Gunah maaf honge aur 80 saal ki Ibadat uske aamaal-naame me likhi jaegi.

5. JUMA ko SURA KAHF padhe, Huzur saw ne farmaya "Jo shakhs Juma ko Sura Kahf padhega to agle hafte tak uske saath ek noor rahega jo KAABE tak pahuchta hoga aur agar is dauran DAJJAL nikal aaya to uske fitne se mahfooz rahega" Ek dusri Hadees me hai ki "Jo shakhs JUMA ko SURA KAHF padhega to agle hafte tak ke uske Gunaho ka kaffara ho jaega"

ALLAH hum sab ko tofiq de aur zyada se zyada DEEN ki mehnat karne wala banaye.

Jumma Namaz Q&A



There are seven conditions for a salaat to be corrected.

1-Niyyat (intention)
2-Tahrima (To say Allah Akbar)
3-Qiyam (Standing)
4-Qiraat (Recitation of Quran by mouth gently)
5-Ruku (To bow)
6-Sajda (Prostration)
7-Qai'da-e- Akhira (Last sitting)

Also Read How to Pray Jumma Namaz

Post your Comments

#Islamic Calendar 2025 Events

Islamic 2025 Event Name English Date Islamic Date
Urs Haji Malang January 2, 2025 - Thursday 10 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Haji Ali Baba Mumbai January 4, 2025 - Saturday 12 Jumada al-Akhirah 1446
721st Urs Sharif Of Hazrat Khwaja Syed Nizamuddin Aulia Mehboob-e-Elahi Rahmatullah Alayh January 7, 2025 - Tuesday 15 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Khwaja Gharib Nawaz, Ajmer Sharif March 24, 2025 - Monday 22 Sha'ban 1446
Lailat al-Miraj (Shab-e-Meraj) January 27, 2025 - Monday 27 Rajab 1446
Shab-e-Barat February 14, 2025 - Friday 15 Sha'ban 1446
Start of Fasting Month (Ramadan) March 1, 2025 - Saturday 1 Ramadan 1446
Lailat al-Qadr (Shab-e-Qadr) March 27, 2025 - Thursday 27 Ramadan 1446
Jummat-ul-Wida March 28, 2025 - Friday 28 Ramadan 1446
Eid-ul-Fitr March 30, 2025 - Sunday 1 Shawwal 1446
#Hajj June 6, 2025 - Friday 9 Dhul-Hijjah 1446
Eid-ul-Adha (Bakrid) June 7, 2025 - Saturday 10 Dhul-Hijjah 1446
Islamic New Year July 28, 2025 - Monday 1 Muharram 1447
Yaum al-Ashura August 6, 2025 - Wednesday 10 Muharram 1447
Eid Milad-un-Nabi September 26, 2025 - Friday 12 Rabi-al-Awwal 1447