Thursday, December 28, 2017

DARGAH URS FESTIVALS EVENTS 2018 IN INDIA

DARGAH URS FESTIVALS EVENTS 2018 IN INDIA

DARGAH URS FESTIVALS EVENTS 2018 IN INDIA

DARGAH URS FESTIVALS EVENTS 2018 IN INDIA



Urs of Hazrat Maqdoom Samauddin Soharwardi,Maharoli, New Delhi 17 - 18 Jamadi ul Awaal 4-5 Feb, 2018
Birthday celebrations of Hazrat Nawab Khadim Hasan, Gudri Shah Baba III, and Hazrat Inam Hasan, Gudri Shah Baba V Usmani Chillah, Ajmer 4 Jamadi us Sani 21 Feb, 2018
Birthday celebrations of Hazrat Khwaja Moinuddin Hasan Chishti, Ajmer 9 Jamadi us Sani 26 Feb, 2018
Urs Khawaja Moin Uddin Chishti- Flag,Chader ceremony 25 Jamadi us Sani 14 March, 2018
Urs Khawaja Moin Uddin Chishti- Flags from Qutub Uddin Kaki,Chader Procession & Langer from Usmani Chillah,Ajmer 29 Jamadi us Sani 18 March, 2018
Urs Khawaja Moin Uddin Chishti- Mehfil-e-Sama(Qawwali Music) Chillah, Ajmer 5 Rajab 23 March, 2018
Urs Khawaja Moin Uddin Chishti- All India Mushaira(Poets Symposium) 6 Rajab 24 March, 2018
Urs Khawaja Moin Uddin Chishti- Mehfil-e-Qawwali & Langer 7 Rajab 25 March, 2018
Urs Khawaja Moin Uddin Chishti- Dinner & Mehfil-e-Rndan 9 Rajab 27 March, 2018
Birthday Celebration of Hazrat Ali Chadar & langer 13 Rajab 31 March, 2018
Urs of Khawaja Faqar at Sarwar 6 Shaban 23 April, 2018
Urs of Hazrat Bibi Fatima,Ajmer 3 Ramzan 19 May, 2018
Urs of Hazrat Syed Malik Mohammed Alam,Gudri Shah Baba I,Usmani Chillah, Ajmer 9, 10 Ramzan 25-26 May, 2018
Urs of Imam-ul-Aulia Hazrat Ali, Khanqah, Ajmer 17-21 Ramzan 2-6 June, 2018
Urs of Hazrat Nawab khadim Hasan,Gudri Shah Baba III ,Ajmer 28, 29 Ramzan 13-14 June, 2018
Urs of Hazrat Qazi Abdul Rahim Shah,Gudri Shah Baba II, Usmani Chillah , Ajmer 4, 5 Shawaal 19-20 June, 2018
Urs of Hazrat Khwaja Usman-e-Harooni 5 - 7 Shawaal 20-22 June, 2018
Annual Fateh Bibi Shakila Khatun 6 Zeqad 20 July, 2018
Urs of Hazrat Zahurul Hassan Sharib, Gudri Shah Baba IV 19,20 Zeqad 2-3 Aug, 2018
Coronation day of Hazrat Ali, Celebrations at Jaipur and Ajmer 18 Zilhij 30 Aug, 2018
Martyrdom of Hazrat Imam Husain 5 - 10 Moharram 17-22 Sep, 2018
Urs of Hazrat Imam Hasan (Agra) 28 safar 8 Nov, 2018
Birthday celebrations of the Holy Prophet Mohammed,(PBUH) 9th.RABI UL AWWAL 12 Rabi ul Awaal 20 Nov, 2018

Urs Qutub Uddin Bakhtiyar Kaki at Ajmer 14 Rabi Ul Awaal 24 Nov, 2018

Wednesday, November 22, 2017

Eid Milad Un Nabi Mubarak Greetings, Messages, Wishes

Eid Milad Un Nabi Mubarak Greetings, Messages, Wishes

Eid Milad un Nabi Mubarak Greetings, Wishes, Messages,SMS, Eid Milad un Nabi Greetings Cards, Eid Milad un Nabi Facebook Cover, Profile Pictures. New Eid Milad un Nabi SMS, Messages in English, Urdu & Hindi

12 Rabi-ul-Awal Mubarak | Eid Milad Un Nabi Mubarak

Dunia Ki Hr Fiza Mein Ujala Rasool Ka, 
Ye Sari Kainat Hain Sadqa Rasool Ka.. 
Khushbo-e-gulab Hai Pasina Rasool Ka, 
Ho Apko Mubarak Ye Mahina Rasool Ka.. 
(Sallallaho Alaihi Wasllm)

Happy Eid Milad Un Nabi
May Allah fill this occasion with happiness your life 
Your heart with love
Your soul with spirtuality
And your mind with wisdom

Wishing u a very Happy Eid Milad Un Nabi

12 Rabi-ul-Awal Mubarak
Nisar tayri chehl pehel per hazaron Eidain Rabi-ul-awal,
Siwa-e-iblees ke jahan main sabhi tou khushian mana rahay hain.

Aap Ko Jashan-e-Eid Mulad Un Nabi Mubarak Ho
Allah Ta’llah Hum Sabhi Ko Seedhi Rah Per Chalne Ki Taufeeq Ata Farmayein

12 Rabi-ul-Awal Mubarak


Eid Milad Un Nabi Wishes, Greeting Cards



 Jashn E Eid Milad u Nabi Mubarak Greeting Card

Eid Milad Un Nabi Mubarak Facebook Cover

Eid Milad Un Nabi Mubarak Facebook , Whats-app, Twitter Profile Picture

EID MILAD-UN-NABIﷺ KA SABUT HADEES SE

EID MILAD-UN-NABIﷺ KA SABUT HADEES SE

EID MILAD-UN-NABIﷺ KA SABUT HADEES SE

Eid Milad Un Nabi Greetings


1) Hadise qudsi hai ALLAH ne farmaya ke aye Mahboob (ﷺ) aap ko paida farmana maqsud na hota to na mai zamin ko paida karta na Aasman ko goya  Allah ta'aala kuch na paida farmata na use jo zamin me/pr hai na use jo aasman pr/me hai yani na suraj na chand na Arsh na kursi, kuch bhi nahi...

2) Allah ne Aadam علیہ السلام se farmaya;Aaye Aadam Muhammad (ﷺ) na hote to mai tujhe bhi na banata
{Behki Sharif}

- jo kuch Allah ne banaya sab Nabi ﷺ  ke Milad ke sadqe me banaya, zahir hai Allah ne khud RasuAllah ﷺ  ka milad manaya...

3) Huzur ﷺ  Ke zamane me Masjid-e-Nabwi me Milad hui isme khud Huzoor ﷺ ne apni weladat ke fazail beyan kiye

📙 {Tirmizi Sharif, Jild-2, Safa-201} 📙

4) Hazrat Abu Qatada رضی اللہ عنہ se riwayat hai ki;
RasulAllah ﷺ se Peer(Monday) ka Roza Rakhne ke bare me sowal kiya gaya to Aap ﷺ ne Farmaya ke "Isi din meri weladat hui aur isi din mujh par Quran nazil hua"

📙 {Sahi Muslim Sharif, Jild-2, Hadis No-819} 📙

5) Huzoor ﷺ ne Apne Milad ke khushi me bakre zabah kiye aur zeyafat ka ayhtamam farmaya (aur Kul Sahaba ko langare Milad khilaya)
{Behki Sharif sunanul qubra}

{Imam Askalani fathaluk bari me}
{Imam Askalani Tahzibul tahzib me}
{Imam Askalani Taskhisul Habib me}
{Imam Mizzi Tahzibul kamal me}
{Imam Mizzi Tahzibul Asma me}
........................

6) Hazrat Siddiq-e-akbar رضی اللہ عنہ ne Farmaya ke jisne Nabi e kareem ﷺ ke Milad par ek dirham bhi kharch kiya wo jannat me mere sath hoga
📙 {Annematul kubra Alal Alam page 7} 📙

👉 Allah ne RasulAllah ﷺ ka Milad manaya
👉 Nabi ﷺ ne Apna milad manaya Farishto ne Milad manaya
👉 Sahaba ne  ﷺ Milad manaya Tamam Allah walo ne milad manaya
🖊 To fir ham kyo na Milad manae !?

°°°°°°°•••••••°°°°°°°•••••••°°°°°°°
Aashiqo ki Eid hai Eid Milad-un-Nabi ﷺ sab Eido ki Eid hai Eid Milad-un-Nabi ﷺ......

Sunday, October 1, 2017

Question: I need reference of hadees of the duaa u posted to recite on yaume ashura

Question: I need reference of hadees of the duaa u posted to recite on yaume ashura

Walekum As Salam Warahmatullahe Wabarakatahu
Question: I need reference of hadees of the duaa u posted to recite on yaume ashura.
By: Imtiyaz
Answer: This dua is very pious and is very Barkatful being read by our respected elders. Below is the audio reply for your question by Hazrat Allama Maulana Syed Shah Turab ul Haq Qadri.


Sawal : Kya islam ka taur pa sar par chiplak, lizard girna apshagun hai

Sawal : Kya islam ka taur pa sar par chiplak, lizard girna apshagun hai

As Salam Wa Alaikum Sayed Shafi Bhai
Question: Aapka sawal ye tha ke " kya islam ka taur pa sar par cpilak,lizard girna apshagun hai pllz reply my q "
By: Sayed Shafi
Answer: Islam mein iska ka koi bhi talooq nahi aur kahi par bhi is ka zikr nahi hain aur ye sirf duniya ki banayi hi baateein hain.

Post your Comments

#Islamic Calendar 2025 Events

Islamic 2025 Event Name English Date Islamic Date
Urs Haji Malang January 2, 2025 - Thursday 10 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Haji Ali Baba Mumbai January 4, 2025 - Saturday 12 Jumada al-Akhirah 1446
721st Urs Sharif Of Hazrat Khwaja Syed Nizamuddin Aulia Mehboob-e-Elahi Rahmatullah Alayh January 7, 2025 - Tuesday 15 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Khwaja Gharib Nawaz, Ajmer Sharif March 24, 2025 - Monday 22 Sha'ban 1446
Lailat al-Miraj (Shab-e-Meraj) January 27, 2025 - Monday 27 Rajab 1446
Shab-e-Barat February 14, 2025 - Friday 15 Sha'ban 1446
Start of Fasting Month (Ramadan) March 1, 2025 - Saturday 1 Ramadan 1446
Lailat al-Qadr (Shab-e-Qadr) March 27, 2025 - Thursday 27 Ramadan 1446
Jummat-ul-Wida March 28, 2025 - Friday 28 Ramadan 1446
Eid-ul-Fitr March 30, 2025 - Sunday 1 Shawwal 1446
#Hajj June 6, 2025 - Friday 9 Dhul-Hijjah 1446
Eid-ul-Adha (Bakrid) June 7, 2025 - Saturday 10 Dhul-Hijjah 1446
Islamic New Year July 28, 2025 - Monday 1 Muharram 1447
Yaum al-Ashura August 6, 2025 - Wednesday 10 Muharram 1447
Eid Milad-un-Nabi September 26, 2025 - Friday 12 Rabi-al-Awwal 1447