Thursday, December 31, 2015

NAAT - HUM KHAAK HAIÑ AUR KHAAK HI

This beautiful Naat is written by AlaHazrat Imam Ahmed Raza Khan (`alayhi raHmah) and recited by  Alhaaj Owais Raza Qadri.


Hum khaak haiñ aur khaak hi maawa hai hamara
Khaaki to wo Aadam jadde Aala hai hamara

Allah hameiñ khaak kare apni talab meiñ
Ye khaak to Sarkaar se tamga hai hamara

Jis khaak pe rakhte the qadam Sayyide Aalam
Us khaak pe qurbaañ dil e shaida hi hamara

Kham ho gayi pusht e falak is ta’ane zameeñ se
Sun hum pe Madina hai wo rutba hai hamara

Us ne laqabe khaak Shahenshaah se paaya
Jo Haidare Karraar ke Maula hai hamara

Aye Muddaiyo! Khaak ko tum khaak na samjhe
Is khaak meiñ madfooñ shahe bat-ha hai hamara

Hai khaak se taameer, mazaar e Shahe kaunain
Ma’moor isi khaak se qibla hai hamara

Ham khaak udayeinge jo wo khaak na paayi
Aabaad RAZA jis pe Madina hai hamara



Post your Comments

#Islamic Calendar 2025 Events

Islamic 2025 Event Name English Date Islamic Date
Urs Haji Malang January 2, 2025 - Thursday 10 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Haji Ali Baba Mumbai January 4, 2025 - Saturday 12 Jumada al-Akhirah 1446
721st Urs Sharif Of Hazrat Khwaja Syed Nizamuddin Aulia Mehboob-e-Elahi Rahmatullah Alayh January 7, 2025 - Tuesday 15 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Khwaja Gharib Nawaz, Ajmer Sharif March 24, 2025 - Monday 22 Sha'ban 1446
Lailat al-Miraj (Shab-e-Meraj) January 27, 2025 - Monday 27 Rajab 1446
Shab-e-Barat February 14, 2025 - Friday 15 Sha'ban 1446
Start of Fasting Month (Ramadan) March 1, 2025 - Saturday 1 Ramadan 1446
Lailat al-Qadr (Shab-e-Qadr) March 27, 2025 - Thursday 27 Ramadan 1446
Jummat-ul-Wida March 28, 2025 - Friday 28 Ramadan 1446
Eid-ul-Fitr March 30, 2025 - Sunday 1 Shawwal 1446
#Hajj June 6, 2025 - Friday 9 Dhul-Hijjah 1446
Eid-ul-Adha (Bakrid) June 7, 2025 - Saturday 10 Dhul-Hijjah 1446
Islamic New Year July 28, 2025 - Monday 1 Muharram 1447
Yaum al-Ashura August 6, 2025 - Wednesday 10 Muharram 1447
Eid Milad-un-Nabi September 26, 2025 - Friday 12 Rabi-al-Awwal 1447