Monday, November 7, 2022

Bade Peer | Jilani Jilani Karam Karam Jilani - New Gyaravi Sharif Naat

Bade Peer Benazir Qaseeda Ghosia lyrics by  Al-Haaj Hafiz Muhammad Aamir Qadri  (Gyaravi Sharif Naat) in English and Hindi


English Version

 Jilani Jilani Karam Karam Jilani 

Jilani Jilani Karam Karam Jilani


Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai (2)


Jilani Jilani Karam Karam Jilani 

Jilani Jilani Karam Karam Jillani


Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai


Roze Pe Chaañdni Hai Jalwoñ Ke Noor Ki

Dukhiyoñ Ke Waaste Hai Rahmat Huzoor Ki (2)


Jiilaan Waale Aaqa Mera Salaam Lo

Baghdad Wale Dulha Girto Ko Thaam Lo


Baghdad Wale Dulha..... 

Girto Ko Thaam Lo


Ae Sarkar Shahr e Yaar Sadqe Tum Pe Jaan Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai

 

Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai (2)


Jilani Jilani Karam Karam Jilani 

Jilani Jilani Karam Karam Jillani 


Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai


Paaya Hai Jila Tumne Shahi Gharana

Saara Zamana Hai Tumhara Diwana (2)


Aataa Hai Jo Bhi Dar e Aqdas Pe Door Se

Jaata Hai Leke Muraadeñ Wo Huzoor Se


Jaata Hai Leke.... 

Muraadeñ Wo Huzoor Se


Tum Ho Noor Ai Huzūr, Sabse Aala Shaan Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Eemaan Hai


Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai (2)


Jilani Jilani Karam Karam Jilani 

Jilani Jilani Karam Karam Jillani


Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai


Meri Talap To Pyare Tera Deedar Hai

Baghdad Wale Ye Dil Tumpe Nishar Hai (2)


Hijr Mein Tere Mera Dil Bekarar Hai

Jalwa Dikhado Warna Jeena Dushwar Hai


Ha Jalwa Dikhado

Warna Jeena Dushwar Hai


Ae Jeela Ai Meera Ye Mera Arman Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai


Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Eemaan Hai (2)


Jilani Jilani Karam Karam Jilani 

Jilani Jilani Karam Karam Jillani


Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Eemaan Hai


Hai Meri Aarzu Maiñ Baghdad Aauñ

Baghdad Aake Apna Dukhda Sunauñ (2)


Dukhda Suna ke Tumko Apna Banauñ

Ji Chaahta Hai Tumpe Qurban Jauñ


O Ji Chaahta Hai 

Tumpe Qurban Jauñ...


Gaus E Paak Maiñ Huñ Khaak Meri Kya Pehchan Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Imaan Hai


Bade Peer Benazir Tum Pe Dil Qurban Hai

Mahboob e Sub’haan Ho Tum Ye Mera Eemaan Hai (2)


Jilani Jilani Karam Karam Jilani 

Jilani Jilani Karam Karam Jillani (2)


HINDI Version

बड़े पीर बेनज़ीर तुमपे दिल क़ुर्बान है

महबूब ए सुब्हान हो तुम ये मेरा ईमान है।


रौज़े पे चांदनी है जलवों के नूर की

दुखियों के वास्ते है रहमत हुज़ूर की


जीलान वाले आक़ा मेरा सलाम लो

बग़दाद वाले दूल्हा गिरते को थाम लो।


बग़दाद वाले दूल्हा 

गिरते को थाम लो।


ऐ सरकार शहरे यार सदक़े तुम पे जान है

महबूब ए सुब्हान हो तुम ये मेरा ईमान है।


बड़े पीर बेनज़ीर तुमपे दिल क़ुर्बान है

महबूब ए सुब्हान हो तुम ये मेरा ईमान है।


पाया है तुमने पिया शाही घराना

सारा ज़माना है तुम्हारा दीवाना।


आता है जो भी दर ए अकदस पे दूर से

जाता है लेके मुरादें हुज़ूर से


जाता है लेके

मुरादें हुज़ूर से


तुम हो नूर ऐ हुज़ूर, सबसे आला शान है

महबूब ए सुब्हान हो तुम ये मेरा ईमान है।


बड़े पीर बेनज़ीर तुमपे दिल क़ुर्बान है

महबूब ए सुब्हान हो तुम ये मेरा ईमान है।


है मेरी आरज़ू मैं बग़दाद जाऊं

बग़दाद जाके अपना दुखड़ा सुनाऊं


दुखड़ा सुना के तुम्हें अपना बनाऊं

जी चाहता है तुमपे कुर्बान जाऊं


O जी चाहता है तुमपे 

कुर्बान जाऊं


गौस ए पाक मैं हूं ख़ाक मेरी अदना शान है

महबूब ए सुब्हान हो तुम ये मेरा ईमान है।




Post your Comments

#Islamic Calendar 2025 Events

Islamic 2025 Event Name English Date Islamic Date
Urs Haji Malang January 2, 2025 - Thursday 10 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Haji Ali Baba Mumbai January 4, 2025 - Saturday 12 Jumada al-Akhirah 1446
721st Urs Sharif Of Hazrat Khwaja Syed Nizamuddin Aulia Mehboob-e-Elahi Rahmatullah Alayh January 7, 2025 - Tuesday 15 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Khwaja Gharib Nawaz, Ajmer Sharif March 24, 2025 - Monday 22 Sha'ban 1446
Lailat al-Miraj (Shab-e-Meraj) January 27, 2025 - Monday 27 Rajab 1446
Shab-e-Barat February 14, 2025 - Friday 15 Sha'ban 1446
Start of Fasting Month (Ramadan) March 1, 2025 - Saturday 1 Ramadan 1446
Lailat al-Qadr (Shab-e-Qadr) March 27, 2025 - Thursday 27 Ramadan 1446
Jummat-ul-Wida March 28, 2025 - Friday 28 Ramadan 1446
Eid-ul-Fitr March 30, 2025 - Sunday 1 Shawwal 1446
#Hajj June 6, 2025 - Friday 9 Dhul-Hijjah 1446
Eid-ul-Adha (Bakrid) June 7, 2025 - Saturday 10 Dhul-Hijjah 1446
Islamic New Year July 28, 2025 - Monday 1 Muharram 1447
Yaum al-Ashura August 6, 2025 - Wednesday 10 Muharram 1447
Eid Milad-un-Nabi September 26, 2025 - Friday 12 Rabi-al-Awwal 1447