Tuesday, March 13, 2018

Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures

Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures

Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Inspirational Quotes By  Hazrat Sarkar Khwaja Moinuddin Chishti, SMS, Tweets and Facebook Messages, Naat Sharif Lyrics, Khwaja Gareeb Nawaz Manqabats with Lyrics

We bring you Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak, Ajmer Sharif Urs Messages with pictures on the occasion of the blessed Urs Celebrations of Kwaj-e-Kwaajgaan Ataa-e-Rasool Waali-e-Hindostaan Sarkaar Moin-ud-Din Val Haqq Va Sharah Hasan Chisti Sanjari Ajmeri Urs Mubarak

Quicklinks
1) Khwaja Gareeb Nawaz Urs Manqabat
2) Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages
3) Hazrat Sarkar Khwaja Moinuddin Chishti Inspirational Quotes
4) Khwaja Gareeb Nawaz Manqabats with Lyrics






Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures

Mera bigda waqt sanwaar do. Mere khwaja mujhko nawaaz do.
Teri ik nigaah ki baat hai. Meri zindagi ka sawaal hai!!!
Khwaja Gareeb Nawaz Ajmeri Urs Mubarak


Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures

Ya gharib nawaz
Tu ahle sakhi he ye duniya ko bata dunga.
Har mangne wale ko mai tera pata dunga.
Gareeb Nawaz Urs Mubarak


Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures

Kwaja-e-Hind Wo Darbaar Hai Aa’laa Teraa,
Kabhi Mehroom Nahi Mangnewaala  Teraa..
Gareeb Nawaz Urs Mubarak


Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures


Yaa Kwaja Tumhare Roze Par Aaise Bhi Diwaane Aate Hai..
Uoors Ka Bahanaa Hota Hai, Taqdeer Bana Ne Aate Hai..
Ajmer Sharif Urs Mubarak


Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures
बेतलब भीख यहाँ मिलती है आते जाते

यह वोह दर है जहाँ दिल नही तोड़े जाते
ख्वाजा गरीब नवाज़ उर्स मुबारक


Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures
बिगड़ा "नसीबा" भी "सवँर" जाता है
बंद "किस्मत" का ताला भी खुल जाता है
दूर हो जाता है उस "जिंदगी" से हर "अंधेरा"
जो ख्वाजा गरीब नवाज के दर पर जाता है


Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures
आओ फकीरो ईश्क की सौगात माग लो 
जो चैन से बसर हो वो दीन रात माग लो,
दरवाजा है खुला हुआ ख्वाजा गरीब नवाज का आशीको

ख्वाजा गरीब नवाज से पंजतन पाक की खैरात माग लो


Collections of Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages, Quotes with Pictures
या ख्वाजा गरीब नवाज़
मुझे रहने के लिए किसी आशियाने की जरूरत नहीं,
तेरा दर ही काफी है जिंदगी बिताने के लिए !!

🌹ख्वाजा गरीब नवाज़ उर्स मुबारक🌹

*****
नबी की आँख के तारे अली की जान है ख़्वाजा
हुसैन इब्ने अली के मर्तबे की शान है ख्वाजा
मुझसे अगर पूछे कोई के तेरा वास्ता क्या है
पकड़ के ख्वाजा की जालिया कह दूँगा

मेरा इमान है ख्वाजा

*****

होके मायूस तेरे दर से सवाली न गया,
झोलिया भर गई सबकी कोई खाली न गया..!!!
🌹 हक मोईन या मोईन 🌹

*****

जहाँ माँगने से मिले उसे संसार कहते हे
जहाँ बिन माँगे मिले उसे मेरे ख्वाजा का दरबार कहते है
 🍁 ख्वाजा गरीब नवाज़ उर्स मुबारक 🍁

*****

दर पे दामन को फैलाने मे मुझे लाज नहीं.
इक तेरे सिवा इस दिल पे किसी का राज नहीं.
तेरे सोने के कलश जैसा कोई ताज नहीं.
जो तेरा है वो किसी हाल मे मौहताज नहीं.....
****** या ग़रीब नवाज सरकार*******
 🍁 ख्वाजा गरीब नवाज़ उर्स मुबारक 🍁

*****

अदब करो की शाहे बेनजीर आते हैं
अली के लाडले पीराने पीर आते हैं
खुला है आज दरे क़ादरी चलो मस्तो
तुम्हे पिलाने को पीराने पीर आते हैं।
ईद ए कादरिया मुबारक़
या गौस अल मदद
 🍁 ख्वाजा गरीब नवाज़ उर्स मुबारक 🍁

*****

मेरी मुराद मेरा मुद्दुआ गरीब नवाज 
मेरी उम्मीद मेरा आसरा गरीब नवाज

🍁खवाजा के दिवाने को उर्स मुबारक🍁

*****


Inspirational Quotes By  Hazrat Sarkar Khwaja Moinuddin Chishti Ajmeri Rehmatullah Alaih below
Nafs Parasti Hi Asal Me But Parasti Hai, Isko Tark Karne K Bad Khuda Parasti Ki Manzil Shuru Hoti Hai.
Ye Na Dekh K Tu Khaak Ka Putla Hai Aur Kamzor Hai. Balke Ye Dekh K Tu Apne Mehboob (Us Zaat) Ke Jamal Ka Aaina Hai, Aur Wo Tujh Mein khud Jalwagar Hai.
Bhooke Ko Khana Kheelana, Hajat-Ravai Karna, Dushman Ko Muaf Karna Acche Nafs Ki Zeenat Hai.
Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun’na Afzal Ibadat Hai.
Qalam-e-Ilahi Ko Dekhna Aur Parhna Dono Sawaab Hai, Agar Ek Harf Par Nazar Padey Tou 10 Nekiya Darj Ho Aur 10 Buraiya Door Ho. 
“Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho! Beshak Jab Log Kisi Khilaf-e-Shariat Baat Ko Dekhe Aur Usko Na Rokey Tou Anqarib Allah Unn Sab Par Apna Azabe-Aam Bhej Dega”. 
Gunah Karne Mai Itna Nuqsaan Nahi Pahochta Jitna Kisi Musalman Bhai Ko Zaleel Khwar Karne Se Pahochta He. 
दुरेश वो है जो किसी हजत-मंड को मेहरूम ना लोटे।
सुल्तान उल हिंद हज़रत ख्वाजा मोइनुद्दीन चिश्ती अजमेरी रेहमतुल्लाह अलीहे ने फार्मैया, "जीस शाक्स में ये 3 ख़स्लत हो अल्लाह तबादक वा ताआला इसे दूस्त रक्ता हैं" (1) दरिया जैसी सखावत (2) आफताब जैसी सफाकट (3) ज़मीन जैसी तवाजो
खमौश और गमिन रेहना आरिफो की एक एकमात (पेहचान) है

Manqabat e Garib Nawaz  
Kalam Written By Mohaddis e Aazam e Hind

Gareeb Aaye Hai Dar Par Tere Gareeb Nawaz ,
Karo Gareeb Nawazi Mere Gareeb Nawaz.

Tumhare Dar Ki Karamat Yeh Baraha Dekhi Humne,
Aaye The Gareeb Aur Ho Gaye Gareeb Nawaz.

Tumhari Zaat Se Mera Bada Talluq Hai ,
Ke Mai Gareeb Bada Tum Bade Gareeb Nawaz.

Laga Ke Aas Badi Door Se Mai Aaya Hoon,
Musafiroon Pe Karam Kijiye Gareeb Nawaz.

Huzoor Ashraf-e-Simna Ke Naam Ka Sadka,
Hamari Jhooli Ko Bhar Dijiye Gareeb Nawaz.

Na Mujh Sa Koi Gada Hai Aur Na Tum Sa Koi Karim
Na Dar Se Uthunga ,Be Kuch Liye Gareeb Nawaz.

Zamane Bhar Se Mujhe Kar Diya Gani " Saiyed "
Mai Sadke Jaoon Mere,Jog Ke Gareeb Nawaz.

(Rehmatullah Ta'ala Alaih)

Manqabat - TERA NAAM KHWAJA MOINUDDIN

Tera naam khwaja moinuddin tu rasool e paak ki aal hai...
Teri shaan khawaja e khwajgaan tujhe bekasoon ka khyaal hai...

Mera khwaja ataa e rasool hai...
Wo bahar e chisht ka phool hai...
Wo bahar e gulshan e fatima...
Chaman e ali ka nihaal hai!!!

Main gda e khwaja e chisht hun...
Mujhe is gadai pe naaz hai...
Mera naaz khwaja pe kyun na ho...
Mera khwaja banda nawaaz hai!!!

Yahan bheek milti hai be gumaan...
Ye bade sakhi ka hai aastaan...
Yahan sab ki bharti hain jholiyan...
Ye dar e gareeb nawaaz hai!!!

Mera bigda waqt sanwaar do...
Mere khwaja mujhko nawaaz do...
Teri ik nigaah ki baat hai...
Meri zindagi ka sawaal hai!!!

Sabke Hajat  Rawa Garib Nawaz
Har Maraj Ki Sifa Garib Nawaz

Gamzado Ne  Kaha Garib Nawaz
Bekaso Ki Sada Garib Nawaz

Har Wo Sahil Murad Pata Hai
Jo Bhi Kehata Ya Garib Nawab

Tere Darpar Jabi Jukate Hain
Hind Ke Oliya Garib Nawaz

Jinka Koy Nahi Zamane Main
Unka Hain Aasra Garib Nawaz

Khake Ajmer Khub Hai 'khaki'
Chum Le Keh Ke Ya Garib Nawaz

Mil gaya dar tera Garib Nawaz
Ab toh hoga bhala Garib Nawaz
Martaba aapka Garib Nawaz
Marhaba Marhaba garib Nawaz

Haath failaye sab gadah hai khade
Bheek kar do ata Garib Nawaz
Kya bigadege yeh jahan waale
Tu hai haami mera Garib Nawaz

Mere Aaqa ne bhi tumhe chaha
Wah kya martaba Garib Nawaz
Humko darkaar hai zamane me
Bas tera aasra hai Garib Nawaz

Mai hu beemar teri chahat ka
Tu hai meri dawa Garib Nawaz
Meri toofan me fass gayi kashti
Paar isko laga Garib Nawaz

Mustafa mil gaye tere sadqe
Mil gaya ab Khuda Garib Nawaz
Jab bhi mushkil me tumko yaad kiya
Hausla mil gaya Garib Nawaz

Aap ho Mustafa ke dil ke kareeb
Mustafa ki ataa Garib Nawaz
Tujhme khusbu hai mere Aaqa ki
Har wali ne kaha Garib Nawaz

Zakhm jitney diye zamane ne
Sabki kar do dawa Garib Nawaz
Meri hai iltija mere Aaqa
Ho bhala hind ka Garib Nawaz

Zaat o Mazhab ka fark jaane bina
Karte sabka bhala Garib Nawaz
Koi apna nahi zamane me
Ek tere siwa Garib Nawaz

Mere kuch bhi kahe bina tumne
Haal e Dil sunn liya Garib Nawaz
Kitni aasaaniyo se har mushkil
Door karte ho Ya Garib Nawaz

Tumse nisbat hai is Saakib ki bhi
Laaj rakh lena Ya Garib Nawaz


Manqabat on Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz Moinuddin Hassan Chishty RadiaAllahu anhu

Khwaja E Hind Wo Darbaar Hai Aala Tera 
Kabhi Mehroom Nahi Maangne Waala Tera

Khuftgane Shabe Ghaflat Ko Jaga Deta Hai
Saalhasaal Wo Raato Ka Na Sona Tera

Hai Teri Zaat Ajab Bahre Haqeeqat Pyare
Kisi Tairaak Ne Paaya Na Kinara Tera

Gulshan E Hind Se Shadaab Kaleje Thande
Wah Ay Abre Karam Zor Barasna Tera

Kya Mahak Hai Ki Mu'attar Hai Dimaag E Aalam
Takhta E Gulshan E Firdaus Hai Rouza Tera

Tujhme Hai Tarbiyate Khizr Ke Paida Aasaar
Bahro Bar Me Hume Milta Hai Sahara Tera

Zille Haq Ghous Pe Hai Ghous Ka Saaya Tujh Par
Saaya Gustar Sare Khuddam Pe Saaya Tera

Tujhko Baghdad Se Haasil Hui Wo Shaan E Rafe'a
Dang Rah Jaate Hai Sab Dekh Ke Rutba Tera

Kyo Na Baghdad Me Jaari Ho Tera Chashma E Faiz
Bahre Baghdad Hi Ki Nahar Hai Dariya Tera

Jabse Tune Qadme Ghous Liya Hai Sarr Par
Awliyah Sar Pe Qadam Lete Hai Shaha Tera

Muhiyyudi(n) Ghous Hai Aur Khwaja Mueenuddi(n) Hai

Ay Hasan Kyu Na Ho Mehfooz Aqeeda Tera

Monday, March 12, 2018

Islamic Jumma Mubarak Quotes, Messages, SMS, Tweets, Wallpapers with Pictures

Islamic Jumma Mubarak Quotes, Messages, SMS, Tweets, Wallpapers with Pictures

Islamic Jumma Mubarak Quotes, Messages, SMS, Tweets, Wallpapers with Pictures. Khwaja Gareeb Nawaz  Ajmer Sharif Urs Mubarak Wishes and Messages

Importance of Jumma

Jumma day is a Blessed Day, a day on which Hazrath Adam alayhis 'salam was born and so the Blessed day is know as Eid-ul-Momineen.

Allah Subhanahu wa Ta'ala honoured Islam there with and gave glory to the Muslims. Allah Subhanahu wa Ta'ala says: when there is azan for the prayer on the Jumma day, run towards rememberence of ME and give up buy and sale. The Most Honourable Prophet Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam said: Allah Subhanahu wa Ta'ala has made compulsory on you on this day of mine and in this place of mine. The Most Honourable Prophet Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam said: if a man loses three Jumas without any excuse, Allah Subhanahu wa Ta'ala puts a seal in his mind. In another narration : He throws Islam on his back.

The Most Honourable Prophet Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam said:
Allah Subhanahu wa Ta'ala has made compulsory on you on this day of mine and in this place of mine. 
Allah Subhanahu wa Ta'ala honoured Islam there with and gave glory to the Muslims. Allah Subhanahu wa Ta'ala says:

when there is azan for the prayer on the Jummah day, run towards remembrance of me and give up buy and sale.
Darood e Jumma



Allahumma solli wa sallim wa baarik ala sayyidina wa moulana mohammed an nabiyyil ummih al habeebil aalil Qadr al azeemil jah wa ala aalihi wa sahbihi wa baarik wa sallim

Dua For Self and Others


Ya Allah, Teach me that which will benefit me, and increase me in knowledge. Jummah Mubarak!


Ya Allah, Forgive all my sins, great and small, the first and the last, those that are apparent and those that are hidden. Jummah Mubarak!


Ya Allah, Grant us good in this world and good in the Hereafter, and defend us from the torment of the Fire. Jummah Mubarak.


Ya Allah, Bestow us with wisdom and make us with the righteous. Grant us an honorable mention in later generations. Place us among the inheritors of the Garden of Delight. Do not put us to shame on the Day when all shall be raised from the dead. Jummah Mubarak!


May Allah Subhan Wa Ta'ala grant us to be among those who lead a life in His path and who take every breath and the last with the word of testimony. Jummah Mubarak!




Ya Allah, We only obey you as your subjects and we only request help from you. Head us to the right path. Lead us to the path of those who you provided with blessings and not the path of those who have been punished and those who have steered away. Jummah Mubarak.

May Allah Subhan Wa Ta'ala never spare us a second from the abundance of the word of testimony. May He grant us to be among those who lead a life in His path and who take every breath and the last with the word of testimony. Jummah Mubarak.

Oh Allah, You are so Merciful and kind, Please forgive me for all of the bad that I've done and  those I continue to do. Please help me stay away from all that's wrong. It's so hard for me, and I'm so weak but You are the Strong. Please increase me in sincerity. Ameen

Ya Allah, I beg You to lease guide me, my parents and my brothers and sister toward You. Do not let us die without realizing who their Lord is. Let us see the truth and help us resist the pressure of Shaitan who try to turn us away from You. Ameen

Ya Allah, make every single aspect of my life be for You and in service of Your Creation. Please remove all false intentions that I have. Ameen

Ya Allah, increase my knowledge, and let this knowledge be with sincerity, not seeking fame, glory, status, material wealth. Let this knowledge serve Your cause in a way that You accept, and let it benefit humanity. Ameen

Ya Allah, Please help me stay away from Haram and Shaitan in achieving the best of this world. Ameen

Ya Allah, Don't let me ever turn away from You, no matter how many trials and difficulties You test me with. Let these difficulties serve to make me a stronger Muslim and more sincere to You. Ameen

Ya Allah, Lead us to the Right Path of the righteous. Jummah Mubarak.

Khwaja Gareeb Nawaz Urs Mubarak Messages




General Wishes & Greetings for everyone

A Muslim is the brother to a Muslim who does not betray him, lie to him nor does he fail him in times of difficulty. Jumma Mubarak!

Allah Subhan Wa Ta'ala is the One who favors us each drop of the water we drink and each bite of the food we eat. Jumma Mubarak!

Our Beloved Prophet Sallal Lahu Alaihi Wa Salam said, It is to be grateful by saying: “All praise and thanks be to Allah in all circumstances”. Have a blessed Jumaah!

Allah Subhan Wa Ta'ala is the healer of illnesses. He blesses the suffering with remedies. He is the help to the helpless, hope to the hopeless. It is our duty to trust in Him only. It is to endure illness and calamity with patience, fortitude and submission; knowing that they are trials for us. Jummah Mubarak!

Allah Subhan Wa Ta'ala is the sole owner of life and death. He is the One who gives life, and who is going to take it when the time comes. Our Lord is going to revive us after we die. He is going to question us for our actions. He is going to give everyone what they exactly deserve. Our task is to stay true to our faith to the very last breath. It is to make our life blessed with righteous deeds. It is to be ready for death and the day of judgment at all times. Jumma Mubarak!

Allah the Exalted enjoins: “O you who believe! Fear Allah. And let every soul look to what it has put forth for tomorrow.” Jummah Mubarak!

Allah Subhan Wa Ta'ala knows what your silent heart wants, even if you don’t include it in your prayers. He hears what your heart whispers. He may not give it to you now but someday, when you least expect it, things will happen in the best possible way. Jummah Mubarak my dear friends, sisters and brothers.

You must not lose faith in humanity. Humanity is an ocean; if a few drops of the ocean are dirty, the ocean itself does not become dirty. Jumma Mubarak!

Pray to Allah Subhan Wa Ta'ala sincerely believing it will be answered. Allah (SWT) does not respond to prayers from a frivolous and indifferent heart. Jumma Mubarak.

Sunday, March 4, 2018

SPECIAL DUA AND WAZAAIF

SPECIAL DUA AND WAZAAIF

SPECIAL DUA AND WAZAAIF



Please recite Darood Shareef thrice before and after all Du’as and Wazaa’if.

A. When one is in fear, or stressed and worried, the following Du’a should be read. This Du’a will assist you as it will give you peace of the mind and the heart. The Du’a is:

"Ya Allah, Ya Rahmaan, Ya Raheem, Dille Maara, Kun Mustqeem, Bahaqqe Iyya Ka Na'budu wa Iyya Ka Nasta'een, Wa Bahaqqe, Taa Haa wa Yaaseen, wa Bahaqqe Alaa bi zikrillahi tatma'inul Quloob, wa Bi Haqqe La Hawla wa Laa Quwatta illa Billahil Aliyil Azeem, Wa Tawakaltu alal Laahi Hasbunallahu Wa ne'mal Wakeel, Ne'mal Mowlaa wa Neman Naseer."

B. To free oneself from calamities and illnesses, one should read the following Du’a:

* "Fa Sah'hil Yaa Ilaahi Qulla Sa'bin, Bi Hurmati Sayyidil Abraari Sah'hil."

*"Yaa Rasoolalaahi Unzur Haalana, Yaa Habeeballahi Isma Qaalana, Innani Fi Bahre Hamim Mughraqun, Khuz Yadi Sahil lana Ishkaalana."

* "Li Khamsatin Utfi biha Haral Wabaa'il Haatima, Al Mustapha wal Mutadha wabnaahuma wal Faatima."

* "Ilaahi Bahaqqe Bani Fathima, ke bar qawl Imaa Kunni Khaatima, Agar Daawatam rad Kunni war Qubool, Mano Daste Daamaane Aale Rasool"

* "Ilaahi Bahaqqe Muhammad Rasool, Gunah Maaf kar ke du’aa kar Qubool"

C. Durood-e-Radawiyyah is a special Durood that should be read 100 times after Jummah Salaah. One should face Madinah Shareef with one’s hands folded in complete respect. The recitation of this Durood is a means of gaining great reward and blessing in this world and in the Hereafter. The Durood is as follows:

* "Sallal laahu alan Nabiyyil Umiyyi Wa Aalihi Sallal laahu Alaihi wasallam Salaataw was Salaaman Alaika Yaa Rasoolallah"

D. Panj Ganj Qaaderiyah (Five Treasures Of The Qaaderi Order):

* After Salaatul Fajr: “Yaa Azeezu Yaa Allahu” 100 times
* After Zohar Salaah: “Yaa Kareemu Yaa Allah” 100 times
* After Asr Salaah: “Yaa Jab'baaru Yaa Allah” 100 times
* After Maghrib Salaah: “Yaa Sat'taaru Ya Allah” 100 times
* After Esha Salaah: “Yaa Ghafaaru Yaa Allah” 100 times

E. Bismillah Shareef : If one wishes to be free from hardships and if one wishes to gain success, one should perform Wudhu, and then recite 1 000 times Bismillah. After this read two Rakaats of Nafil Salaah. Then, read abundant Durood Shareef and make Du'a in abundance. Continue this proceedure again and again until one has recited Bismillah 12 000 times and completed 24 Rakaats of Salaah in total, meaning that every time one reads the 1 000 Bismillahs, he should make two Rakaats of Nafil Salaah. On completion of this Wazaa’if, one should make Du’a in the Court of Almighty Allah, through the mediation of the Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam). Insha-Allah, one’s Du’a will be accepted. It is also preferable that in the first Rakaat one should recite Ayatul Kursi, and in the second Rakaat Surah Ikhlaas (Qul Huwallah).

F. Advice of the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) : Once The Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam) said to Sayyiduna Ali (radi Allahu anhu): “Do five things before going to bed at night, that is,

a. Give four thousand Dinars Sadqa,
b. Read one entire Holy Quran,
c. Fulfill the right of Heaven,
d. Fake peace between two people fighting, and
e. Perform one Hajj.” '

Hazrat Ali (radi Allahu anhu) said, "O Prophet of Allah, this is very difficult for me." The Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) then said,

a. “Read four times Surah Faatiha, and you shall gain the Sawaab of giving four thousand Dinars in charity,

b. Read Surah Ikhlaas (Qul Huwallah) thrice, and you will gain the Sawaab of reciting one Holy Quran,

c. Recite Durood Shareef thrice, and you will gain the Sawaab of Jannah;

d. Recite Astaghfirullah Rabbi min Qulli Zambyu Wa Aatubu Ilaih ten times, and you will gain the reward of making peace between two people fighting, and

e. Recite the third Kalima (Subhaanallahi Wal Humdu lillahi Wa Laa Ilaha Ilal laahi Allahu Akbar Wa Laa Hawla Wa laa Quwata Illa Bil laahil Aliyil Azeem) four times and you will gain the reward of making Hajj."

On hearing these words, Hazrat Ali (radi Allahu anhu) said: "As from this day onwards, I will always follow this practice."

G. Faizaan-e-Ghaus-e-Azam: A'la Hazrat (radi Allahu anhu) wrote in his "Fatawa Razvia" that there are 11 names from amongst the names of Huzoor Ghaus-e-Azam (radi Allahu anhu) that are a means of gaining blessings and freedom from hardships. If these names are recited during calamities, illness or in one’s home and business then the reciter will gain much benefit. These names are as follows:-

a. Sayyid Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu)
b. Sultaan Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu)
c. Qutub Muhiy'ud'deen (radi Allahu anhu)
d. Khwaja Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu)
e. Makhdoom Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu)
f. Wali Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu)
g. Baadshah Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu)
h. Sheikh Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu)
i. Maulana Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu)
j. Ghaus Muhiy'yud’deen (radi Allahu anhu)
k. Khaleel Muhiy'yud'deen (radi Allahu anhu) 
Wazifa Khatme Qadiriyah Kabeer - Qaseeda Ghousia in English with Meaning

Wazifa Khatme Qadiriyah Kabeer - Qaseeda Ghousia in English with Meaning

Wazifa Khatme Qadiriyah Kabeer - Qaseeda Ghousia in English with Meaning

Wazifa Khatme Qadiriyah Kabeer - Qaseeda Ghousia in English with Meaning

One can recite Khatme Qadiriya 11 times or 111 times alone or in group of Majlis.

Wazifa Khatme Qadiriyah PDF    |    Qaseeda Ghousia PDF
  1. Durood Ghausia Shareef
    Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Ma’dinil Joodi Wal Karami Wa Aalihi Wa Baarik Wa Sallim (111 Times)
  2. Subhaanallahi Wal Hamdu Lillahi Walaa Ilaaha Illahahu Walaahu Akbar Walaa Hawla Wala Quwwata Illa Billahil Aliyil Azeem. (111 Times)
  3. Bismillah Ar-Rahman Ar-Raheem
    Al-hamdu lillahi Rabb il-'alamin; Ar Rahmaanir Raheem; Maliki yawmi-d-Din; Iyya-ka na'budu wa iyya-ka nasta'in; Eh'denas Siraatal Mustaqeem; Siraatal Lazina An`amta `alayhim; Ghayril Maghdoobi `alayhim Waladdaaleen (111 Times)
  4. Bismillah Ar-Rahman Ar-Raheem
    Alam Nashrah Laka Sadrak Wawa Dwa’naa Anka Wizrak Allazi Anqa Dwazahraka Warafa’na Laka Zikrak Fa Inna M’al Usri Yusra Inna M’al Usri Yusra Faiza Faraghta Fanswab Wa Ila Rabbika Farghab (111 Times)
  5. Bismillah Ar-Rahman Ar-Raheem
    Qul Huwallahu Ahad. Allahuhus Samad. Lam Yalid. Walam Yulad. Walam Yakullahu Kufuwan Ahad. (111 Times).
  6. Ya Baaqi Antal Baaqi (111 Times)
  7. Ya Shaafi Antal Shaafi (111 Times)
  8. Ya Kaafi Antal Kaafi (111 Times)
  9. Ya Haadi Antal Haadi (111 Times)
  10. Ya Rasullulahi Unzur Halana Ya Habiballahi Isma Qalana Innani Fi Bahri Haamim Mugh Raqun Khuz Yadi Sahhil Lana Ishkalana (111 Times)
    [Oh the Holy Prophet (Allah bless him and give him peace) please shower uswith your favours. Oh most beloved of Almighty Allah ! We are your followers.We are surrounded by difficulties. Please take us by the hand and relieve usfrom our sufferings.]
  11. Ya Habeebal Ilaahi Khuz Biyadi
    Maa liajj zi Siwaaka Mustanadi (111 Times)
    O Allah’s Beloved, Kindly Assist Me, There Is No Support For My Weakness But You.
  12. Fasah’hil Ya Ilaahi Kulla Sa’bin
    Bihurmati Sayyidil Abraari Sah’hil (111 Times)
    O Allah Make Easy All My Difficulties; With The Barakah Of The Prince Of Goodness Make It Easy
  13. Ya Siddique Ya Umar Ya Usmaan Ya Haidar
    Da Fa Sharkun Khair Awar Ya Shabbir Ya Shabbar (111 Times)
    O Siddique, O Umar, O Uthman, O Ali (Haider)
    (we) Start With Obeying Allah (with The Barakah) Of Hasan And Husain
  14. Ya Hadrat Sultaan Shaikh Sayyid Shah Abdal Qaadir Jilani Shay’an Lillah Al Madad (111 Times)
    O Hadrat Sultan Shaikh Sayyid Shah Abdal Qaadir Jilani
    Please Help For The Sake Of Allah
  15. Ma Hama Muhtaaj Too Haajat Rawa
    Al Madad Ya Ghause A’zam Sayyida (111 Times)
    We Are All Helpless And You, With The Permission Of Allah, Can Fulfill Our Needs
    Help, My Leader, Ghause Azam
  16. Mushkilaate Be Adad Daarem Ma
    Al Madad Ya Ghause A’zam Peere Ma (111 Times)
    My Difficulties Are Infinite
    Help, Ghause Azam, My Leader
  17. Ya Hadrat Shaikh Muhayyuddin Mushkil Kushaa Bil Khair (111 Times)
    Hadrat Shaikh Muhay’yid’din, The Remover Of Difficulties, The Possessor Of Good.
  18. Imdaad Kun Imdaad Kun Az bande Gham Azaad Kun
    Dardeeno Dunya Shaad Kun Ya Ghause A’zam Dastageer (111 Times)
    Help! Help! Free Me From My Difficulties
    Make My Religion And World Full Of Happiness O Ghause Azam Dastageer
  19. Ya Hadrat Ghaus Aghisna Bi’iznillahi Ta’ala (111 Times)
    O Hadrat Ghaus, Help Us With The Permission Of Allah.
  20. Khuz Yadi Ya Shaahe Jeelan Khuz Yadi
    Shay An Lillah Anta Noorun Ahmadi (111 Times)
    Hold My Hand Of King Of Jilaan, Hold My Hand
    Help For The Sake Of Allah, You Are The Light Of The Prophet.
  21. Tufaile Hadrat Dastageer Dushman Huwe Zer (111 Times)
    With The Wasila And Medium Of Hadrat Dastageer, May My Enemies Disappear.
  22. Ilahi Khair Gardani Bahaq E Shah E Jilani (111 Times)
    Ya Allah Grant us good in the sadka of Huzur Shahe Jilani
  23. Sureh Yaseen (ONCE)
  24. Qaseeda Ghausia Shareef (ONCE)
  25. Durood Ghausia Shareef (11 Times)
    Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Ma’dinil Joodi Wal Karami Wa Aalihi Wa Baarik Wa Sallim 
Qaseeda Ghousia

Saqaanil Hubbu Kasaatil Wisaali Faqultu Likhamrati Nahwi Ta Aali

Sa’at Wamashat Linahwi Fi Ku’oosin Fahimtu Bisukrati Baynal Mawaali

Faqultu Lisaa’iril Aqtaabi Lummu Bihaali Wad Khulu Antum Rijaali

Wahummu Washrabu Antum Junudi Fasaaqil Qawmi Bil Waafi Malaali

Sharibtum Fudlati Mim Ba’di Sukri Wala Niltum Uloowi Wat Tisaali

Makaamukumul U’la Jam’aw Wala Kin Maqaami Fawqakum Ma Zaa La Aa’li

Ana Fi Hazratit Taqreebi Wahdi Yusarifuni Wahasbi Zul Jalaali

Anal Baaziyu Ashhabu Kulli Shaykin Waman Zaa Fir Rijaali U’tiya Misaali

Kasaani Khilatan Bitiraazi Azmin Wa Tawwajani Bitijaanil Kamaali

Wa’atla Ani Alaa Sirrin Qadeemin Waqalladani Wa A’taani Su’aali

Wa Walaani Alal Aqtaabi Jam’an Fahukmi Naafizin Fi Kulli Haali

Walow Alqaytu Sirri Fi Bihaarin Lasaaral Kullu Ghawran Fis Zawaali

Walow Alqaytu Sirri Fi Jibaalin Ladukkat Wakhtafat Baynar Rimaali

Walow Alqaytu Sirri Fawqa Naarin Lakhamidat Wantafat Min Sirri Haali

Walow Alqaytu Sirri Fawqa Maytin Laqaama Biqudratil Mawla Ta’aali

Wamaa Minha Shuhurun Aw Thuhuurun Tamurru Watanqadi Illa Ataali

Watukhbiruni Bimaa Ya’ti Wa Yajri Watu’limuni Fa’aqsir An Jidaali

Mureedi Him Watib Washtah Waganni Wa’if’al Ma Tashaa’u Falismu Aali

Mureedi La Takhaf Allahu Rabbi Ataani Rifatan Niltul Manaali

Tubu Li Fis Samaa’i Walardi Tuqqat Washaa’oosus Sa’aadati Qad Badaali

Bilaadul Laahi Mulki Tahta Hukmi Wa Waqti Qabla Qalbi Qad Safaali

Nazartu Ilaa Bilaadil Laahi Jam’an Kakhardalatin Alaa Hukmit Tisaali

Darastul Ilma Hatta Sirtu Qutban Waniltus Sa’da Mim Mawlal Mawaali

Faman Fi Awliyaa’il Laahi Misli Waman Fil Ilmi Wat Tasrifi Haali

Rijaali Fi Hawa Jirihim Siyaamun Wafi Zulamil Layaali Kal La Aali

Wakullu Waliyin Lahu Qadamun Wa Inni Alaa Qadamin Nabbiyi Badril Kamaali

Mureedi La Takhaf Wa’ Shin Fa Inni Azoomun Qaatilun Indal Qitaali

Anal Jeeliyu Muhayudeeni Laqaabi Wa’alaami Alaa Ra’sil Jibaali

Anal Hasaniyu Wal Mukhda’ Maqaami Wa’aqdaami Alaa Unuqir Rijaali

Wa Abdul Qaadiril Mashooru Ismi Wa Jaddi Saahibul Aynil Kamaali

Thursday, March 1, 2018

Istikhara Namaz Ka Tarika, Niyat and Istikhara Dua

Istikhara Namaz Ka Tarika, Niyat and Istikhara Dua

Istikhara Namaz, Niyat and Istikhara Dua - इस्तिखारा नमाज का तारिका

How to perform Istikhara Namaz? What is the Niyat of Istikhara Salat? What is the Istikhara Dua? Learn how to perform and pray Istikhara Namaz with Istikhara Dua in English, Urdu and Arabic. Explained here with steps by steps method to ask Allah for guidance by praying 2 Rakats of Nafl  Salat-l-Istikhara also called prayer for guidance



Istikhara Namaz, Niyat and Istikhara Dua - इस्तिखारा नमाज का तारिका

How to perform Istikhara Namaz with Istikhara Dua?

It has been quoted in the Hadiths that when a person makes an intention for something then he should pray two Rakats Nafl.

 In the first Rakat after Alhamdo pray 'QuI Yaa Ayyuhal Kafiroon' and in the second Rakat after Alhamdo pray 'QuI Huwallaho Ahad' and then pray the following Dua and with Wuzu face the Qibla and go to sleep.

At the beginning of the Dua and at the end, pray Sureh Fathiha and Durood Sharif.

The Dua is as follows:

"Allahumma innee astakheeroka be-ilmeka wa astaqderoka be-qudrateka wa as-aluka min fadleka al-Azeeme fa-innaka taqderu wa laa aqderu wa ta-lamu wa laa aa-lamu wa anta allamu al-guyoob. Allahumma in kunta ta-lamu anna haza al-amra khairun lee fee deenee wa ma-aashee wa aa-qebate amree faqdurhu lee wa yasserhu lee summa barek lee feehe wa in kunta ta-lamu anna haza al-amra sharrun lee fee deenee wa ma-aashee wa aa-qebate amree fasrifhu annee wasrifnee anhu waqdur leya al-khaira haysu kaana summa ardhinee behe."

In this supplication instead of the words “haza al-amra” mention your need or just think about it. It is better to perform Istikharah seven times, for it is mentioned in one Hadith: “O Anas !! When you intend any matter, seek to know its suitability from your Lord seven times – then reflect upon what transpires in your heart, indeed that only is better.”

The time for Istkharah lasts up to the time one’s heart gets convinced upon one decision.

When should Istikhara be done ?
1) There is no Istikhara for pious actions such as Hajj, Jihad etc. However, you can perform Istikhara to designate a fixed time for them [Guniya].

2) It is better to perform Istakhara at least seven times and then see wherever your conscience is fixed that is what is best for you. Many pious Buzrukhs say that if you see whiteness or greenery in your dreams then it is good and if you see darkness or redness then it is a bad thing and you should stay away from it [Radd-ul-Mohtar].

Watch Video Istikhara Namaz, Niyat and Istikhara Dua

Post your Comments

#Islamic Calendar 2025 Events

Islamic 2025 Event Name English Date Islamic Date
Urs Haji Malang January 2, 2025 - Thursday 10 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Haji Ali Baba Mumbai January 4, 2025 - Saturday 12 Jumada al-Akhirah 1446
721st Urs Sharif Of Hazrat Khwaja Syed Nizamuddin Aulia Mehboob-e-Elahi Rahmatullah Alayh January 7, 2025 - Tuesday 15 Jumada al-Akhirah 1446
Urs Khwaja Gharib Nawaz, Ajmer Sharif March 24, 2025 - Monday 22 Sha'ban 1446
Lailat al-Miraj (Shab-e-Meraj) January 27, 2025 - Monday 27 Rajab 1446
Shab-e-Barat February 14, 2025 - Friday 15 Sha'ban 1446
Start of Fasting Month (Ramadan) March 1, 2025 - Saturday 1 Ramadan 1446
Lailat al-Qadr (Shab-e-Qadr) March 27, 2025 - Thursday 27 Ramadan 1446
Jummat-ul-Wida March 28, 2025 - Friday 28 Ramadan 1446
Eid-ul-Fitr March 30, 2025 - Sunday 1 Shawwal 1446
#Hajj June 6, 2025 - Friday 9 Dhul-Hijjah 1446
Eid-ul-Adha (Bakrid) June 7, 2025 - Saturday 10 Dhul-Hijjah 1446
Islamic New Year July 28, 2025 - Monday 1 Muharram 1447
Yaum al-Ashura August 6, 2025 - Wednesday 10 Muharram 1447
Eid Milad-un-Nabi September 26, 2025 - Friday 12 Rabi-al-Awwal 1447